🎯 Mushrikana Aamaal O Rusoom Mein Shirkat Naja'iz O Haram Hai!
✍️ Mufakkir E Islam Hazrat Maulana Abul Hasan Ali Miyan Nadvi R.A
__"Is Tafseel Se Kam Se K am Musalmanon Ko Aur Padhe Likhe Ma'qulaat Wa Insaaf-Pasand Gher Muslim Bhaiyon Ko Jinki Yaqeenan Har Jagah Badi Tadad Hai Yeh Batlana Maqsood Hai Ki Musalmanon Keliye Na Sirf Mushrikana Aamaal O Rusoom Mein Shirkat Karna Naja'iz O Haram Hai, Balki Un Taqreebaat O Rusoom Mein Shirkat Karna Bhi Mamnoo Hai, Jin Mein Shirk Ka Shaiba Bhi Ho Ya Jo Shirk Ka Zariya Ban Sakti Hon, Ya Jin Mein Shirkat Karne Se Musalmanin Ke Dil Se Aqeedah E Tauheed Ka Ehteraam Aur Uski Ahmiyyat Kam Ho Jane Ka Andesha Ho, Aesi Halat Mein Khaalis Mazhabi Nuqta E Nazar Se Kisi Musalman Keliye Iski Mutlaqan Gunja'ish Nahin Hai__
(Takbeer E Musalsal, Page No: 239)
🎁 Peshkash : Shoba e Tahaffuz-e-Islam Media Service, Markaz Tahaffuz-e-Islam Hind
No comments:
Post a Comment